Tumhein Bhulane Mein Mujhe Zamana Lage

Tumhein Bhulane Mein Mujhe Zamana Lage

Rating: Not rated

📝 Tumhein Bhulane Mein Mujhe Zamana Lage Lyrics (Romanized)

Tumhare Shehar Ka Mausam Bada Suhana Lage Main Ek Shaam Chura Loon Agar Bura Na Lage Tumhare Bas Mein Agar Ho To Bhool Jao Humein Tumhein Bhoolane Mein Shayad Mujhe Zamaana Lage Zamaana Lage, Zamaana Lage Tumhein Bhoolane Mein Mujhe Zamaana Lage Maana Meri Hi Khata Hai Iss Dafaa Kal Hum Pe Jo Fida Tha, Ab Khafaa Yunhi Na Berukhi Rakh Khuda, Yunhi Na Dukhi Kuchh Dard Seene Mein Uth Raha Hai Baarha Tu Is Tarah Se Mere Saath Bewafaai Kar Tu Is Tarah Se Mere Saath Bewafaai Kar Ki Tere Baad Mujhe Koi Bewafa Lage Zamaana Lage, Zamaana Lage Tumhein Bhoolane Mein Mujhe Zamaana Lage

🌍 Tumhein Bhulane Mein Mujhe Zamana Lage Lyrics Translation in Hindi

तुम्हारे शहर का मौसम बड़ा सुहाना लगे मैं एक शाम चुरा लूं अगर बुरा न लगे तुम्हारे बस में अगर हो तो भूल जाओ हमें तुम्हें भुलाने में शायद मुझे ज़माना लगे ज़माना लगे, ज़माना लगे तुम्हें भुलाने में मुझे ज़माना लगे माना मेरी ही ख़ता है इस दफ़ा कल हम पे जो फ़िदा था, अब ख़फ़ा यूँ ही ना बेरुख़ी रख ख़ुदा, यूँ ही ना दुखी कुछ दर्द सीने में उठ रहा है बारहा तू इस तरह से मेरे साथ बेवफ़ाई कर तू इस तरह से मेरे साथ बेवफ़ाई कर कि तेरे बाद मुझे कोई बेवफ़ा लगे ज़माना लगे, ज़माना लगे तुम्हें भुलाने में मुझे ज़माना लगे

Watch Video