📝 Roshni Hi Roshni Hai Charsu Lyrics (Romanized)

Dekho Toh Kya Hi Baat Hai Kambakht Is Jahaan Mein Yeh Ishq Hai Jisne Ise Rehne Ke Kabil Kar Diya Rehne Ke Kabil Kar Diya Roshni Hi Roshni Hai Charsu Jo Chaarsu Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Jo Chupa Hai Har Najar Mein Har Taraf Jo Rubaru Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Tum Se Mile To Kuchh Gunguni Si Hone Lagi Hai Sardiyan Ishq Ishq Ishq Ishq Tumse Mile Toh Dekho Shehar Mein Khilne Lagi Hain Waadiyan Ishq Ishq Ishq Ishq Saaya Mera Hai Tu Aur Main Tera Tu Dikhe Ya Na Dikhe Tu Teri Khushbu Khoo-ba-Khoo Ishq Hai Ye Ishq Hai Ishq Hai Ye Ishq Hai Ishq Hai Ye Ishq Hai Ishq Hai Ye Ishq Hai Haan Koi Kehta Ishq Hume Aabaad Karta Hai Koi Kehta Ishq Humein Barbaad Karta Hai Zehan Ki Tang Deewaron Se Uthkar Main Kehta Hoon Ishq Humein Azaad Karta Hai Moh Pe Yeh Karam Bhi Keeje Moh Pe Yeh Karam Bhi Keeje Laage Nahi Tum Bin Jiyara Aisi Bekhudi Hi Deeje Moh Pe Yeh Karam Bhi Keeje Moh Pe Yeh Karam Bhi Keeje Laage Nahi Tum Bin Jiyara Aisi Bekhudi Hi Deeje Haan Saara Mera Ho Tu Aur Main Tera Yehi Meri Behshatein Hain Yehi Meri Justajoo Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Barsi Hai Mujhpe Mehar Aasmaani Barsi Hai Mujhpe Mehar Aasmaani Mohabbat Ka Dekho Asar Aaasmani Mohabbat Ka Dekho Asar Aaasmani Pairon Ke Neeche Zameen Udd Rahi Hai Pairon Ke Neeche Zameen Udd Rahi Hai Hai Ishq Mein Har Safar Aasmani Tumse Mile Toh Baithe Bithaye Chhoone Lage Hai Aasmaan Ishq Ishq Ishq Ishq Tumse Mile Toh Chhota Sa Kissa Ban’ne Ko Hai Ek Daastaan Ishq Ishq Ishq Ishq Haan Saaya Mera Hi Tu Aur Main Tera Tu Dikhe Ya Tu Dikhe Ya Tu Dikhe Ya Na Dikhe Teri Khushbu KhoobaKhoo Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai Ishq Hai Yeh Ishq Hai

🌍 Roshni Hi Roshni Hai Charsu Lyrics Translation in Hindi

लागे नहीं तुम बिन जियरा ऐसी बेख़ुदी ही दीजे मोह पे ये करम भी कीजे मोह पे ये करम भी कीजे लागे नहीं तुम बिन जियरा ऐसी बेख़ुदी ही दीजे हाँ सारा मेरा हो तू और मैं तेरा यही मेरी बेहतरीन हैं यही मेरी जुस्तजू इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है बरसी है मुझपे मेहर आसमानी बरसी है मुझपे मेहर आसमानी मोहब्बत का देखो असर आसमानी मोहब्बत का देखो असर आसमानी पैरों के नीचे ज़मीन उड़ रही है पैरों के नीचे ज़मीन उड़ रही है है इश्क में हर सफर आसमानी तुमसे मिले तो बैठे-बिठाए छूने लगे हैं आसमां इश्क इश्क इश्क इश्क तुमसे मिले तो छोटा सा क़िस्सा बनने को है एक दास्तां इश्क इश्क इश्क इश्क हाँ साया मेरा ही तू और मैं तेरा तू दिखे या तू दिखे या तू दिखे या ना दिखे तेरी खुशबू खू-ब-खू इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है इश्क है ये इश्क है

Watch Video