Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics – Udit Narayan | Pati Patni Aur Woh Do

Pyar Mein Kyun Hota Hai

Rating: Not rated

📝 Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics (Romanized)

La La La La La La La La La La La La La Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle Wafa Nahin Milti Kyun Kisi Ko Dua Ke Badle Dua Nahi Milti Kyun Kisi Ko Khushi Ke Badle Khushi Nahi Milti Yeh Pyar Mein Kyun Hota Hai Yeh Pyar Mein Kyun Hota Hai Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle Wafa Nahi Milti Ishq Kitna Rulaya Sari Duniya Bhulaya Bekarari Badhaye Chain Ek Pal Na Aaye Log Ishq Mein Kya Se Kya Huye Mil Gaye Kabhi Phir Juda Huye Bas Fiza Mili Iss Bahar Mein Umrr Kat Rahi Intezar Mein Kyu Kisi Ko Wafa Ke Badle Wafa Nahi Milti

🌍 Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics Translation in Hindi

ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला क्यों किसी को वफ़ा के बदले वफ़ा नहीं मिलती क्यों किसी को दुआ के बदले दुआ नहीं मिलती क्यों किसी को खुशी के बदले खुशी नहीं मिलती यह प्यार में क्यों होता है यह प्यार में क्यों होता है क्यों किसी को वफ़ा के बदले वफ़ा नहीं मिलती इश्क़ कितना रुलाया सारी दुनिया भुलाया बेकरारी बढ़ाए, चैन एक पल न आए लोग इश्क़ में क्या से क्या हुए मिल गए कभी, फिर जुदा हुए बस फ़िज़ा मिली इस बहार में उम्र कट रही इंतज़ार में क्यों किसी को वफ़ा के बदले वफ़ा नहीं मिलती

Watch Video